Shyamal Shyamal Baran Lyrics from Navrang is Hindi song in the voice of Mahendra Kapoor. Shyamal Shyamal Baran song lyrics are written by Bharat Vyas, its tune is made by C Ramchandra.
Shyamal shyamal baran komal komal charan Tere mukhade pe chanda gagan ka jada Bade man se vidhata ne tujhko gadha Bade man se vidhata ne tujhko gadha Shyamal shyamal baran komal komal charan
Tere baalon mein simti sawan ki ghata Tere baalon mein simti sawan ki ghata Tere gaalon pe chhitki poonam ki chhata Ho poonam ki chhata
Teekhe teekhe nayan Teekhe teekhe nayan meethe meethe bayan Tere angon pe chanpa ka rang chadha Bade man se vidhata ne tujhko gadha Shyamal shyamal baran komal komal charan
Ho yeh umar yeh kamar sau sau bal kha rahi Sau sau bal kha rahi Teri tirachhi