Zariya Tu Lyrics by Romy is new released Hindi song in his lovely voice, Romy has made its tune. Zariya Tu song lyrics are written by Sufi Khan. Its music video is released by Times Music.
Yaar tu Kyun ishq mein bezaar tu Hai mera intezar tu Hai darmiyan deewar kyun
Yaar tu Kyun ishq mein bezaar tu Hai mera intezar tu Hai darmiyan deewar kyun
Karun tujhse main yeh kaise gila Ishq mein main kaise jala Tu yaar mujhmein aise mila Jaise saagar mein dariya
Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu Zariya tu zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Dekhe khwabon ka jaagi raaton ka Kyun hai bhool baitha re hisaab tu Zariya tu haan zariya tu Saanson ka zariya hai tu
Meharma tu hai sukoon hai junoon Dekhun main jidhar tu hi tu, tu hi tu Meharma tu hai sukoon