Ek Tarfa Lyrics - Dhvani Bhanushali
Posted by Shreya Singh on September 7th, 2022
Bade kambakht ho aap
Namaz ke wakht bhi yaad aate ho
Bade kambakht ho aap
Namaz ke wakht bhi yaad aate ho
Agar aapko yeh laga to bilkul galat laga
Ki aap khuda ke baad aate ho
Ki aap khuda ke baad aate ho
Tera pyar mere liye jhooth sahi
Tu nafrat ka to pakka tha
Tu jhooth kabhi nahi bolega
Tera yehi jhooth hi saccha tha
Tera laut aana bhi bura nahi
Tera chhod jaana bhi accha tha
Tera laut aana bhi bura nahi
Tera chhod jaana bhi accha tha
Jab is baar tum aaoge
Woh baat nahi
Ishq hai tujhse hi
Pehla hi aakhri
Tu yeh na samjha
Ek tarfa hai mera pyar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyar
Ek tarfa re
Toot ke chaha maine tujhko
Toda tumne vaada
Tu kya jaane pyar kiya
Tujhko khud se zyada
Kiya ikraar maine jab bhi
Kiya ikraar maine jab bhi
Toone kiya inkaar
Ek tarfa hai mera pyar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyar
Ek tarfa re
Sapna dekha jab bhi maine
Har sapne mein tu tha
Aankh mein meri aks tha tera
Toone na pehchana
Badle mein toone diya
Read more https://www.lyricsbell.com/ek-tarfa-dhvani-bhanushali/